DJJohal.Com

Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi by Mahendra Kapoor, Bhupinder Singh
download Mahendra Kapoor, Bhupinder Singh  Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi mp3 Single Tracks song

Album: Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi

Singer: Mahendra Kapoor, Bhupinder Singh

Music: Ravi

Lyrics: Hasan Kamal

Label: Saregama

Released: 1986-10-06

Duration: 07:53

Downloads: 119090

Get This Song Get This Song
song Download in 128 kbps song Download in 320 kbps
Share On

Ek Adhurisi Mulaqat Huyi Thi Song Lyrics

Ek Adhoori Si Mulaqaat Huyi Thi Jinse Ek Adhoori
Si Mulaqaat Huyi Thi Jinse Jaane Ab Unse Mulaqaat
Kabhi Ho Ke Na Ho Ek Adhoori Si Mulaqaat
Huyi Thi Jinse Jis Haseen Raah Pe Hum
Saath Chale The Kuch Din Jis Haseen Raah Pe
Hum Saath Chale The Kuch Din Jaane Uss Raah
Pe Ab Saath Kabhi Ho Ke Na Ho Jis
Haseen Raah Pe Hum Saath Chale The Kuch Din
Kuch Bataya Hi Nahin Haath Chhudaane Ka Sabab
Kuch Bataya Hi Nahin Haath Chhudaane Ka Sabab Phir
Na Aane Ka Sabab, Rooth Ke Jaane Ka Sabab
Poochhte Unse, Magar Baat Kabhi Ho Ke Na
Ho Ek Adhoori Si Mulaqaat Huyi Thi Jinse
Meri Khamosh Mohabbat Ko Na Samjha Koi Meri Khamosh
Mohabbat Ko Na Samjha Koi Dil Yoon Hi Chhod
Gaya Aag Mein Jalta Koi Dil Pe Ab
Pyaar Ki Barsaat Kabhi Ho Ke Na Ho Jis
Haseen Raah Pe Hum Saath Chale The Kuch Din
Zindagi Ko Kisi Chehre Ka Ujaala Na Mila
Zindagi Ko Kisi Chehre Ka Ujaala Na Mila Thak
Gaye Paon, Magar Koi Bhi Saaya Na Mila
Unki Zulfon Ke Tale Raat Kabhi Ho Ke Na
Ho Ek Adhoori Si Mulaqaat Huyi Thi Jinse
Humne Socha Tha Ke Ab Saath Na Chhootega Kabhi
Humne Socha Tha Ke Ab Saath Na Chhootega Kabhi
Zindagi-bhar Ka Yeh Bandhan Hai, Na Tootega Kabhi
Do Ghadi Bhi Magar Ab Saath Kabhi Ho Ke
Na Ho Jis Haseen Raah Pe Hum Saath Chale
The Kuch Din Jaane Uss Raah Pe Ab Saath
Kabhi Ho Ke Na Ho Ek Adhoori Si Mulaqaat
Huyi Thi Jinse Jaane Ab Unse Mulaqaat Kabhi Ho
Ke Na Ho

Related Songs

» O Mere Dil Ke Chain » Kehdoon Tumhen (Kishore Kumar, Asha Bhosle, R.D. Burman) » Hoshwalon Ko Khabar Kya » Zeehale Muskin (Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar) » Tere Jaisa Yaar Kahan (Kishore Kumar) » Hothon Se Chhu Lo Tum (Jagjit Singh) » Isharon Isharon Men Dil Lenewale (Asha Bhosle, Mohammed Rafi) » Gulabi Aankhen (Sanam) » Mere Mehboob Qayamat Hogi » Hum Tere Shahar Me Aaye Hai (Ghulam Ali)