Album: Gale Mein Laal Taai
Singer: Kumar Sanu, Bela Sulakhe
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: Maya Govind
Label: T-Series
Released: 2002-01-19
Duration: 06:01
Downloads: 1690777
Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale Lag
Ja Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake Gale
Lag Ja Saiyyan Re Saiyyan Oh More Saiyyan Aake
Gale Lag Ja Gale Mein Laal Tie Ghar Mein
Ek Char Pai Takiya Ek Hai Aur Hum Do
Ek Hai Razaie Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume
Neend Aayegi Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend
Aayegi Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char
Pai Takiye Ki Fiker Na Kar Banunga Main Khud
Razaie Gale Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga Gale
Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga Saari Duniya
Chain Se Soye Hum Dono Baaton Mein Khoye Tum
Se Main Darti Hoon Koyi Harkat Na Karo Ek
Hai Shart Meri Tum Shararat Na Karo Haaye Yeh
Pasina Kyon Aa Gaya Hai Humdum Na To Kuch
Soche Tum Na To Kuch Soche Hum Lage Char
Pai Mein Kahin Ek Khatmal Hain Tang Mujhe Karta
Hain Tan Mein Hal-Bal Hain Dushman Khatmal Ko Tujhse
Mohabbat Hain Jahan Chaahe Ho Mein Ga Haay Kya
Kismat Hai Abhi Usse Dhoond Kar Main Takdi Saja
Doonga Abhi Usse Dhoond Kar Main Takdi Saja Doonga
Gale Mein Laal Tie Ghar Mein Ek Char Pai
Takiya Ek Hai Aur Hum Do Ek Hai Razaie
Sardi Kaisi Jaayegi Kaho Kaise Hume Neend Aayegi Gale
Se Lagaloonga Oh Tose Coffee Piladoonga Khidki Ke
Mein Parde Gira Doon Tum Kehdo To Batti Booja
Doon Are Baba Na Re Na Batti Na Booja
Dena Waqt Ka Pata Nahin Kuch Na Ho Jaaye
Kahin Kehta Hoon Sar Ki Kasam Zyaada Na Chedonga
Is Sharafat Ke Liye Ek Chumma Loonga Haay Kismat
Phooti Kise Laar Kiya Aise Be-Sabri Se Maine Kyon
Pyaar Kiya Ab To Majboori Hai Yeh Gadi Aayi
Hai Saath Sona Hi Pade Ek Char Paayi Hai
Tere Bharose Ko Kabhi Na Daga Doonga Samjhi Tere
Bharose Ko Kabhi Na Daga Doonga Gale Mein Laal
Tie Ghar Mein Ek Char Pai Takiya Ek Hai
Aur Hum Do Ek Hai Razaie Sardi Kaisi Jaayegi
Kaho Kaise Hume Neend Aayegi Gale Se Lagaloonga Oh
Tose Coffee Piladoonga