Album: Han Yeh Mana Meri Jaan
Singer: Mohammed Rafi, Balbir Aayapuri
Music: Madan Mohan
Lyrics: Kaifi Azmi
Label: Saregama
Released: 1972-12-31
Duration: 07:56
Downloads: 914758
Haaye, Tauba-tauba Ye Jawani, Ye Jawani Ka Guroor Ishq
Ke Saamne Sar Phir Bhi Jhukana Hi Pada Kaisa
Kehte Thhe, 'Na Aayenge' Na Aayenge, Magar Dil Ne
Iss Tarah Pukara Tumhein Aana Hi Pada Ye
Maana Meri Jaan, Mohabbat Saza Hai Ye Maana Meri
Jaan, Mohabbat Saza Hai Maza Ismein Itna Magar Kis
Liye Hai? Maza Ismein Itna Magar Kis Liye Hai?
Wo Ik Bekarari Jo Ab Tak Idhar Thi
Wo Hi Bekarari Udhar Kis Liye Hai? (Abhi Tak
To Idhar Thi, Udhar Kis Liye Hai, Kis Liye
Hai?) (Haan, Kis Liye Hai?) Haan, Ye Maana
Meri Jaan, Mohabbat Saza Hai Maza Ismein Itna Magar
Kis Liye Hai? Maza Ismein Itna Magar Kis Liye
Hai? Behelna Na Jaane, Badalna Na Jaane Tamanna
Machal Ke Sambhalna Na Jaane Haan, Tamanna Machal Ke
Sambhalna Na Jaane (Behelna Na Jaane, Aaha, Badalna Na
Jaane) Haaye, Tamanna Machal Ke Sambhalna Na Jaane
(Ho, Ho, Ho, Behelna Na Jaane, Badalna Na Jaane)
Tamanna Machal Ke Sambhalna Na Jaane Haan, Tamanna Machal
Ke Sambhalna Na Jaane Karib Aur Aao, Kadam
To Badhao Jhuka Doon Na Main Sir To, Sir
Kis Liye Hai? Jhuka Doon Na Main Sir To,
Sir Kis Liye Hai? Ye Maana Meri Jaan,
Mohabbat Saza Hai Maza Ismein Itna Magar Kis Liye
Hai? Maza Ismein Itna Magar Kis Liye Hai?
Nazaare Bhi Dekhe, Ishaare Bhi Dekhe Kayi Khoobsurat Sahaare
Bhi Dekhe Haan, Kayi Khoobsurat Sahaare Bhi Dekhe (Nazaare
Bhi Dekhe, Ishaare Bhi Dekhe) (Kayi Khoobsurat) Haan, Sahaare
Bhi Dekhe Naam Kya Chhez Hai, Izzat Kya
Hai? Sone-chaandi Ki Hakikat Kya Hai? Laakh Behlaye Koyi
Daulat Se Pyaar Ke Saamne Daulat Kya Hai?
(Ho, Ho, Ho, Nazaare Bhi Dekhe, Ishaare Bhi Dekhe)
Hoye, Kayi Khoobsurat Sahaare Bhi Dekhe Haan, Kayi Khoobsurat
Sahaare Bhi Dekhe Jo Maikhaane Jaa Ke Main
Sagar Uthaun To Phir Ye Nasheeli Nazar Kis Liye
Hai? To Phir Ye Nasheeli Nazar Kis Liye Hai?
Haan, Ye Maana Meri Jaan, Mohabbat Saza Hai
Maza Ismein Itna Magar Kis Liye Hai? Maza Ismein
Itna Magar Kis Liye Hai? Tumhi Ne Sanwara,
Tumhi Ne Sajaya Mere Soone Dil Ko Tumhi Ne
Basaya Haan, Mere Soone Dil Ko Tumhi Ne Basaya
(Tumhi Ne Sanwara, Tumhi Ne Sajaya) (Mere Soone Dil
Ko Tumhi Ne Basaya) Jis Chaman Se Bhi
Tum Guzar Jaao Har Kali Par Nikhaar Aa Jaaye
Rooth Jaao To Rooth Jaaye Khuda Aur Jo Hans
Do, Bahaar Aa Jaaye (Ho, Ho, Ho, Tumhi
Ne Sanwara, Tumhi Ne Sajaya) Hoye, Mere Soone Dil
Ko Tumhi Ne Basaya Haan, Mere Soone Dil Ko
Tumhi Ne Basaya Tumhaare Kadam Se Hai Ghar
Mein Ujala Agar Tum Nahi To Ye Ghar Kis
Liye Hai Agar Tum Nahi To Ye Ghar Kis
Liye Hai Haan, Ye Maana Meri Jaan, Mohabbat
Saza Hai Maza Ismein Itna Magar Kis Liye Hai?
Wo Ik Bekarari Jo Ab Tak Idhar Thi
Wo Hi Bekaraari Udhar Kis Liye Hai Wo Hi
Bekaraari Udhar Kis Liye Hai