Album: Humko Kis Ke Gham Ne Mara
Singer: Ghulam Ali
Music: Ghulam Ali
Lyrics: Masroor Anwar
Label: Saregama
Released: 1999-06-29
Duration: 07:20
Downloads: 2499297
Dil Ki Choton Nay Kabhi Chain Say Rehnay Na
Diya, Jab Chali Sard Hawa Mainay Tujhay Yaad Kiya,
Iska Rona Nahin Kyon Tumnay Kiya Dil Barbaad, Iska
Gham Hai Ki Bahut Dher May Barbaad Kiya
Humko Kiskay Gham Nay Maara Humko Kiskay Gham Nay
Maara, Yeh Kahaani Phir Sahi, Humko Kiskay Gham Nay
Maara, Yeh Kahaani Phir Sahi, Kisnay Toda Dil
Hamara Kisnay Toda Dil Hamara,yeh Kahaani Phir Sahi
Humko Kiskay Gham Nay Maara, Yeh Kahaani Phir Sahi,
Kisnay Toda Dil Hamara Kisnay Toda Dil Hamara, Yeh
Kahaani Phir Sahi Humko Kiskay Gham Nay Maara,
Yeh Kahaani Phir Sahi, Dil Kay Lutnay Ka
Sabab Poocho Na Sabkay Saamnay, Dil Kay Lutnay Ka
Sabab Poocho Na Sabkay Saamnay, Naam Aayega Tumhara, Yeh
Kahaani Phir Sahi Humko Kiskay Gham Nay Maara, Yeh
Kahaani Phir Sahi, Kisnay Toda Dil Hamara Kisnay Tora
Dil Hamara, Yeh Kahaani Phir Sahi Nafraton Kay
Teer Kha Kar Doston Kay Shehar Mein, Nafraton
Kay Teer Kha Kar Doston Kay Shehar Mein, Nafraton
Kay Teer Kha Kar Doston Kay Shehar Mein, Humnay
Kis Kis Ko Pukara, Yeh Kahaani Phir Sahi Humko
Kiskay Gham Nay Maara, Yeh Kahaani Phir Sahi, Kisnay
Toda Dil Hamara Kisnay Toda Dil Hamara, Yeh Kahaani
Phir Sahi Humko Kiskay Gham Nay Maara, Yeh
Kahaani Phir Sahi, Kya Batayein Pyaar Ki Baazi
Wafa Ki Raah Mein, Kya Batayein Kya Batayein Kya
Batayein Kya Batayein Kya Batayein Pyaar Ki Baazi Wafa
Ki Raah Mein, Kaun Jeeta Kaun Haara, Yeh Kahaani
Phir Sahi Humko Kiskay Gham Nay Maara, Yeh
Kahaani Phir Sahi, Kisnay Toda Dil Hamara Kisnay Toda
Dil Hamara, Yeh Kahaani Phir Sahi Humko Kiskay Gham
Nay Maara, Yeh Kahaani Phir Sahi, Yeh Kahaani Phir
Sahi, Yeh Kahaani Phir Sahi,