Album: Kahan Aa Gaye Hum
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammad Aziz
Music: Bappi Lahiri
Lyrics: S. H. Bihari
Label: T-Series
Released: 1988-06-06
Duration: 08:12
Downloads: 591028
Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum Ye
Kaisi Zameen Hai, Ye Duniya Kaha Hai Hume To
Yakeen Hai Ke Jannat Yahi Hai Yahi Bas Yahi
Do Dilo Ka Jahan Hai Kaha Aa Gaye Hum,
Kaha Kho Gaye Hum Ye Kaisi Zameen Hai, Ye
Duniya Kahan Hai Hume To Yaki Hai Ke Jannat
Yahi Hai Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jahan
Hai Yahan Aake Dil Bas Yahi Chahta Hai
Sanam Tum Mujhe Apni Baahon Mein Lelo Mera Dil
Bhi Kahta Hai Sharmana Kaisa Jawani Ke Din Hain,
Jawani Se Khelo Behak Bhi Gaye To, Nayi Baat
Kya Hai Behakne Ke Din Hain, Abhi Dil Jawa
Hai Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum
Ye Kaisi Zameen Hai, Ye Duniya Kaha Hai
Ye Rangin Vaadi Mein Saanson Ki Garmi Hai Aisi
Ke Saara Badan Jal Raha Hai Mera Haal Bhi
Hai Tumhare Hi Jaisa Mere Husn Ka Bhi Chaman
Jal Raha Hai Bhadakte Huye Pyar Ke Hain Ye
Shole Bada Hi Dehekta Hua Ye Sama Hai Kaha
Aa Gaye Hum, Kaha Kho Gaye Hum Ye Kaisi
Zameen Hai, Ye Duniya Kaha Hai Yaha Aake
Dil Bas Yahi Keh Raha Hai Koi Humko Badhke
Gale Se Laga Le Tumhare Ye Behke Kadam Keh
Rahe Hain Badan Apna Kar Do Kisike Hawale Magar
Main Tumhe Apni Baahon Mein Lelun Abhi Apna Aisa
Mukaddar Kaha Hai Kaha Aa Gaye Hum, Kaha Kho
Gaye Hum Ye Kaisi Zameen Hai, Ye Duniya Kaha
Hai Hume To Yaki Hai Ke Jannat Yahi Hai
Yahi Bas Yahi Do Dilo Ka Jahan Hai