Hawaaon Mein Bahenge Ghataon Mein Rahenge Tu Barkha Meri Main Tera Baadal Piya Jo Tere Na Huve Toh Kisi Ke Na Rahenge Deewani Tu Meri Main Tera Paagal Piya Hazaaron Mein Kisi Ko Taqdeer Aisi Mili Hai Ik Ranjha Aur Heer Jaisi Na Jaane Ye Zamaana Kyun Chaahe Re Mitaana Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya Piya, Piya, Piya Re Piya Re, Piya Re Piya Re, Piya Re Duniya Ki Nazron Mein Ye Rog Hai Ho Jinko Woh Jaane Ye Jog Hai Ik Tarfa Shayad Ho Dil Ka Bharam Do Tarfa Hai Toh Ye Sanjog Hai Layi Re Humein Zindgani Ki Kahaani Kaise Mod Pe Huve Re Khud Se Paraaye Hum Kisi Se Naina Jod Ke Hazaaron Mein Kisi Ko Taqdeer Aisi Mili Hai Ik Ranjha Aur Heer Jaisi Na Jaane Ye Zamaana Kyun Chaahe Re Mitaana Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya Kalank Nahi Ishq Hai Kaajal Piya Main Tera, Main Tera, Main Tera, Main Tera Main Tera, Main Tera, Main Tera, Main Tera Main Gehra Tamas Tu Sunhera Savera Main Tera Oh Main Tera Musaafir Main Bhatka Tu Mera Basera Main Tera Oh Main Tera Tu Jugnu Chamakta Main Jungle Ghanera Main Tera Aa O Piya Main Tera, Main Tera, Main Tera Ho Main Tera Ho Main Tera, Main Tera, Main Tera