Album: Khoobsurat Hasina Jane Ja
Music: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Laxmikant - Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Label: Saregama
Released: 1964-01-01
Duration: 05:03
Downloads: 148838
Rang Jiske Labon Ka Dhoondta Hai Chaman Too
Nahin, Too Nahin, Vo Haseen To, Sanam, Koyi Aur
Hee Hai Sun Ke Jiske Fasaane Jhoom
Utaa Mera Man Too Nahin, Too Nahin, Vo Haseen
To, Sanam, Koyi Aur Hee Hai Kal Vo
Milee Thi To Shab Baathon Mein Dhali Thi Ho,
Muje Chhedo Naa Aise, Bataa Do Kaun Thi Vo?
Ha-ha, Ha-ha, Naazon Pali Thi Vo Shabnam Thi Ya
Kalee Thi Ho-ho, Ho-ho, Ho-ho, Jesee Vo Thi,
Waisi Too Nahin, Too Nahin, Vo Haseen To, Sanam,
Koyi Aur Hee Hai Sun Ke Jiske
Fasaane Jhoom Utaa Mera Man Too Nahin, Too Nahin,
Vo Haseen To, Sanam, Koyi Aur Hee Hai
Khvaabon Mein Aksar Vo Aanae-jaane Lagaa Hai O, Chalo
Chhodo Rahne Do, Nahin Ye Dillagi Achchhee Ho-ho, Is
Dillagi Mein Ye Dil Jal Jaane Lagaa Hai
Ho-ho, Ho-ho, Ho-ho, Kaise Kah Doon Too Hai? Too
Nahin, Too Nahin, Vo Haseen To, Sanam, Koyi Aur
Hee Hai Rang Jiske Labon Ka Dhoondta
Hai Chaman Too Nahin, Too Nahin, Vo Haseen To,
Sanam, Koyi Aur Hee Hai Jhume Najaare Agar
Vo Zulfen Sanvaare O, Mera Dil Naa Jala, Sun
Le Mere Badle Use Chun Le Ha-ha, Ha-ha, Samajhi
Nahin Too, Teri Jaanib Hain Ishaare Ho-ho, Ho-ho,
Ho-ho, Haan -haan , Too Hee Hai Vo Too
Nahin, Too Nahin, Vo Haseen To, Sanam, Mera Pyaar
Hai Sun Ke Jiske Fasaane Jhoom Utaa
Mera Man Vo Too Nahin, Too Nahin, Vo Haseen
To, Sanam, Mera Pyaar Hai Mera Pyaar Hai, Mera
Pyaar Hai