Bhima Jis Dharti Ne Tuje Janaa Hai Jis Hariyaali Se Saans Miltee Hai Pahchaan Dene Waali Gond Jaatee Dil Se Tuje Pukaar Rahee Hai Sun Raha Hai Kya Komuram Bhimudo Komuram Bhimudo Sooraj Ke Sholon Se Milana Hai Tujko Milana Hai Tujko Komuram Bhimudo Komuram Bhimudo Rag Rag Kee Jwaala Sa Jalanaa Hai Tujko Jalanaa Hai Tujko Zulmi Ke Pairon Mein Kuchlaa Raha Haan Shaakhon Se Toota Too Patta Nahin Vo Patta Nahin Vo Zulmi Kee Choukhat Ko Ghar Jo Kahaa Haan Phir Ye Janam Tera Sachcha Nahin Ho Sachcha Nahin Ho Komuram Bhimudo Komuram Bhimudo Sooraj Ke Sholon Se Milana Hai Tujko Milana Hai Tujko Chaabuk Chalaa Lo Ye Sau-sau Dafaa Haan Ye Khoon Baghi Hai Ye Kab Daraa Haan Ik Bhee Jo Aankhon Se Aansu Gira Naa Maati Se Toota Ye Dhaagaa Vahee Ho Dhaagaa Vahee Ho Komuram Bhimudo Komuram Bhimudo Sooraj Ke Sholon Se Milana Hai Tujko Milana Hai Tujko Nadiyaan Sa Bahata Vo Dil Ka Too Lohu Nadiyaan Sa Bahata Vo Dil Ka Too Lohu Dharti Maan Suntee Vo Sargam Hai Lohu Maathe Ka Hai Maan Ke Chandan Ye Lohu Dil Ke Parvat Dhvaj He Laharaata Ye Lohu Komuram Bhimudo Komuram Bhimudo Maati Mein Milke Hee Jeenaa Hai Tujko Komuram Bhimudo