Ajgar Aur Baaz Ki, Saagar-jhanjhaar Ki Jak Ki Angaar Se, Saahil-majhdhaar Ki Baaghi-jallaad Ki Dosti (dosti) Kis Aur Chali Ye Aandhi? Aayegi Kaisi Kraanti? Sangraam Ya Sangan Ki Lahrein Laayegi Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dam-dar-dam-dam-dam Chattaan Aur Toofaan Ki Dosti Gaaj Aur Garjan Ki Dosti Poorab-pashchim Milte Huye, Hairat Ye Dosti Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dam-dar-dam-dam-dam Ek Raaz Chup Gaya Andar, Moti Aur Gahraa Samandar Badhta Hai Har Pal Tumhaare Ye Faaslaa Jung Ya Sang Ka Ho Bal, Chaayein Hain Kaun Se Baadal? Chalti Hai Pal-pal Zahrili Aisi Hawaa (ho) Raah Alag Nahin, Par Hai Ye Dar, Laksh Alag Inke Toota Jo Darpan, Choota Bandhan Bache Kis-se? Kis Aur Chali Ye Aandhi? Aayegi Kaisi Kraanti? Sangraam Ya Sangan Ki Lahrein Laayegi Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dam-dar-dam-dam-dam Chattaan Aur Toofaan Ki Dosti Gaaj Aur Garjan Ki Dosti Poorab-pashchim Milte Huye, Hairat Ye Dosti Yaqeen Par Shaq Ke Hain Pahre, Sheesh Mein Badle Chehre Nahin Jaane Koyi Kis Dard Ki Kya Hai Dawaa Chingaariyon Ki Holi, Waqt Ki Aankh-michauli Lage Koyi Baawri Chaal Taqdeer Chal Rahi (ho) Raah Alag Nahin, Par Hai Ye Dar, Laksh Alag Inke Toota Jo Darpan, Choota Bandhan Bache Kis-se? Kis Aur Chali Ye Aandhi? Aayegi Kaisi Kraanti? Sangraam Ya Sangan Ki Lahrein Laayegi Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dar-dam-dar-dam-dar-dam-dam Dam-dar-dam-dam-dam Chattaan Aur Toofaan Ki Dosti Gaaj Aur Garjan Ki Dosti Poorab-pashchim Milte Huye, Hairat Ye Dosti