Album: Maaye
Music: Tanishk Bagchi, Manoj Muntashir, B Praak
Lyrics: Manoj Muntashir
Label: Saregama Music
Released: 2025-01-08
Duration: 04:50
Downloads: 134076
Teri Zameen Se Hum Sar Utha Ke Chale Humein
Has Ke Vida Kar, Maa Laal Hain Hum Tere,
Yaad Karna Humein Dhol-taashe Baja Kar, Maa O
Maaye, Teri Mitti Bulaye To Ye Duniya Chhod Ke
Aa Jaayein Tu Jo Aawaz Lagaye To Tiranga Odh
Ke Aa Jaayein O Maaye, Tere Kaam Nahi
Aayein To Phir Bekaar Jawani Hai Bahayein Khoon Teri
Khatir Jitna Ganga Me Paani Hai, Maa Agar
Jaan Jaati Hai To Jaye, Jaaye Re, Maaye Kabhi
Teri Aan Na Jaaye Re Jala Denge Apni Hum
Chitayein Tujhpe, O Maaye Kabhi Koi Aanch Na Aaye
Re Tu Mere Liye, Main Tere Liye Tere
Hi Rahein, Marein Ya Jiyein Tere Hi Naghme Gaayein
Jaate-jaate, Maaye Re O Maaye, Teri Mitti Bulaye
To Ye Duniya Chhod Ke Aa Jaayein Tu Jo
Aawaz Lagaye To Tiranga Odh Ke Aa Jaayein, Maa
Zara Dheere-dheere Loriyaan Gaa Jaise Teri God Me
Aayi Hai Maa Aayegi Aisi Meethi Si Neend Kahan
Qadmon Me Tere Hum Hue Hain Fana Maayi,
Teri Mehar Jo Humko Chuna Hoti Hai Har Ek
Wardi Shaheed Kahan Maaye, Ye Duaa To Har
Sipahi Rab Se Karta Hai Jaise Hum Mare Hain
Desh Par, Yun Kaun Marta Hai, Haaye Meri Khusnaseebi
Hai Yeh, Maaye Teri Galiyon Mein Hawa Meri Raakh
Udaaye Re Tu Mere Liye, Main Tere Liye
Tere Hi Rahein, Marein Ya Jiyein Tere Hi Naghme
Gaayein Jaate-jaate, Maaye Re O Maaye, Teri Mitti
Bulaye To Ye Duniya Chhod Ke Aa Jaayein Tu
Jo Aawaz Lagaye To Tiranga Odh Ke Aa Jaayein
O Maaye, Tere Kaam Nahi Aayein To Phir
Bekaar Jawani Hai Bahayein Khoon Teri Khatir Jitna Ganga
Me Paani Hai, Maa