Album: Meri Gali Mein Aaya Chor
Singer: Lata Mangeshkar
Music: Shankar-Jaikishan
Lyrics: Rajendra Krishan
Label: Saregama
Released: 1970-01-01
Duration: 04:39
Downloads: 16439
Meri Gali Mein Aayaa Chor Tan Ka Chor, Man
Ka Chor Meri Gali Mein Aayaa Chor Tan Ka
Chor, Man Ka Chor Dil Ko Churaa Kar
Bhaaga Mere Dil Ko Churaa Kar Bhaaga Meri Gali
Mein Aayaa Chor Tan Ka Chor, Man Ka Chor
Dil Ko Churaa Kar Bhaaga Mere Dil Ko
Churaa Kar Bhaaga Meri Gali Mein Aayaa Chor Tan
Ka Chor, Man Ka Chor Pehle Usne Aakar
Pakadi Baiyaan, Joraa-jori, Baiyaan, Joraa-jori Lakh Duhaee Kee Maine
Par Ek Nahin Maani Moree, Ek Nahin Maani Moree
Hathapayee Kya Karti, Chup Naa Rahtee To Marati, Bebas
Ka Kya Zor Meri Gali Mein Aayaa Chor
Tan Ka Chor, Man Ka Chor Meri Gali Mein
Aayaa Chor Tan Ka Chor, Man Ka Chor
Dil Ko Churaa Kar Bhaaga Mere Dil Ko Churaa
Kar Bhaaga Meri Gali Mein Aayaa Chor Tan Ka
Chor, Man Ka Chor Kaise Karoon Shikaayat Uski?
Dar Laage Badanaami Se, Dar Laage Badanaami Se Mar
Jaaongi Hawaldaar Kee Roz-ba-roz Ghulaami Se, Roz-ba-roz Ghulaami Se
Saare Jag Se Kya Kehna, Achchha Ghar Mein Chup
Rahana, Kaahe Karnaa Shor Meri Gali Mein Aayaa
Chor Tan Ka Chor, Man Ka Chor Meri Gali
Mein Aayaa Chor Tan Ka Chor, Man Ka Chor
Dil Ko Churaa Kar Bhaaga Mere Dil Ko
Churaa Kar Bhaaga Meri Gali Mein Aayaa Chor Tan
Ka Chor, Man Ka Chor Jisane Choree Kee
Hai Vo Kab Chain Se Hai Rahne Waalaa, Chain
Se Hai Rahne Waalaa 'jo Karthaa Hai, Vo Bhartaa
Hai', Kah Gaya Ye Kehne Waalaa, Kah Gaya Ye
Kehne Waalaa Ik Din Vo Pachhataayega, Dauda-dauda Aayega, Chor
Ko Pad Gaya Mor Meri Gali Mein Aayaa
Chor Tan Ka Chor, Man Ka Chor Meri Gali
Mein Aayaa Chor Tan Ka Chor, Man Ka Chor
Dil Ko Churaa Kar Bhaaga Mere Dil Ko
Churaa Kar Bhaaga Meri Gali Mein Aayaa Chor Tan
Ka Chor, Man Ka Chor Dil Ko Churaa
Kar Bhaaga Mere Dil Ko Churaa Kar Bhaaga Meri
Gali Mein Aayaa Chor Tan Ka Chor, Man Ka
Chor