O Jiji O Jiji, Kya Kah Ke Unako Bulaaogi? Duulhaa Ban Ke Jo Aayenge O Jiji, Bolo To, Kya Kah Ke Unako Bulaaogi? Duulhaa Ban Ke Jo Aayenge Hum To Ishaaron Mein Baathen Karenge Hum To Ishaaron Mein Baathen Karenge Saba Jaise Apanae Unako Bulaate Hain Vaise Hum Naa Bulaayenge, O Choti Shaadi Hai Dilli Ka Laddu, Laddu Ye Har Man Mein Phute Iskaa Lage Har Dana Bhalaa Ho, Jo Khaae Pachhataaye, Jo Naa Khaae Vo Pachhataaye To Khaakar Hee Pachhataanaa Bhalaa Ye Laddu Tujko Bhee Ik Din Khilaayenge Tere Saajan Jab Aayenge, O Choti Meethi Hai Brij Kee Mithai, Laddu, Peda, Baalooshahi Par Sabse Meethi Ho Tum, Jiji Ho, Kanchan Ke Jesee Khari Hai, Ras Ye Ras Kee Bhari Hai Ganne Kee Gandairi Hai Too, Choti Brij Kee Ye Meethi Mithai Sada Ke Liye Jija Band Le Jaayenge, O Jiji Gane Ko Tum Ga Rahee Ho, Jee Apana Bahala Rahee Ho Nazar To Hai Raahoon Mein Lagee Main To Yahaan Kaamon Mein Lagee Aanae Do, Jiji, Tumhaare Jee Kee Dasha Jija Ko Bataayenge, O Jiji