Dharm Hai Tera Dharmanam Karm Hai Tera Karmanam Aag Mein Pag-pag Chalaa Hai Jo Vahee Dagar Hai Uska Prasthaanam Dharm Hai Tera Dharmanam Karm Hai Tera Karmanam Aag Mein Pag-pag Chalaa Hai Jo Vahee Dagar Hai Uska Prasthaanam Yatra-sarvatra Janmanam Bhargo Devsy Dhimahi Yuge-yuge Yahi Pratha-katha Parinaam Pareeksham Prasthaanam Ubalte Paani Mein Kabhi Bhee Kisi Ka Aks Dikhataa Nahin Sanyam Kho De Jo Shaks, Kabhi Tikta Nahin Tikta Nahin, Tikta Nahin Kaanton Bharaa Ye Vrundavan Paap-punya Ka Gathbandhan Aag Mein Pag-pag Chalaa Hai Jo Vahee Dagar Hai Uska Prasthaanam Patharile Path Pe Jo Chalta Gaya Vo Ek Kshan Rukta Nahin Uske Manobal Ka Kan-kan Jhukta Nahin Jhukta Nahin, Jhukta Nahin Fir Kya Raaja, Kya Singhaasana? Paap Kee Paribhaasha Paavan Akram Akhand Akshaya Parinaam Pareeksham Prasthaanam Karmon Ka Khel Hai, Dharmon Kee Chaal Hai Ye Qissa Chalta Rahe Bujhaao Jo Ye Aag, Utana Bade Utana Bade, Utana Bade Dharm Hai Tera Dharmanam Karm Hai Tera Karmanam Aag Mein Pag-pag Chalaa Hai Jo Vahee Dagar Hai Uska Prasthaanam Yatra-sarvatra Janmanam Bhargo Devsy Dhimahi Yuge-yuge Yahi Pratha-katha Parinaam Pareeksham Prasthaanam (prasthaanam)