DJJohal.Com

Rang Aur Noor Ki Barat by Mohammed Rafi
download Mohammed Rafi  Rang Aur Noor Ki Barat mp3 Single Tracks song

Album: Rang Aur Noor Ki Barat

Singer: Mohammed Rafi

Music: Mohammed Rafi, Madan Mohan

Lyrics: Sahir Ludhianvi

Label: Saregama

Released: 1964-01-01

Duration: 06:15

Downloads: 779751

Get This Song Get This Song
song Download in 128 kbps song Download in 320 kbps
Share On

Rang Aur Noor Ki Barat Song Lyrics

Rang Aur Noor Kee Baraat Kise Pesh Karoon? Ye
Muraadon Kee Haseen Raat Kise Pesh Karoon? Kise Pesh
Karoon? Rang Aur Noor Kee Baraat Kise Pesh
Karoon? Ye Muraadon Kee Haseen Raat Kise Pesh Karoon?
Kise Pesh Karoon? Maine Jazbaat Nibhae Hain Usulon
Kee Jagah Maine Jazbaat Nibhae Hain Usulon Kee Jagah
Apanae Armaan Piro Laayaa Hoon Phulon Kee Jagah
Tere Sehre Kee... Tere Sehre Kee Ye Saunaat Kise
Pesh Karoon? Ye Muraadon Kee Haseen Raat Kise Pesh
Karoon? Kise Pesh Karoon? Ye Mere Sher Mere
Aakiri Nazaraane Hain Ye Mere Sher Mere Aakiri Nazaraane
Hain Main Un Apano Mein Hoon , Jo Aaj
Se Begaane Hain Be-sulluq See Mulaaqaat Kise Pesh
Karoon? Ye Muraadon Kee Haseen Raat Kise Pesh Karoon?
Kise Pesh Karoon? Surkh Jode Kee Tab-o-taab Mubaaraq
Ho Tuje Surkh Jode Kee Tab-o-taab Mubaaraq Ho Tuje
Teri Aankhon Ka Naya Khaab Mubaaraq Ho Tuje
Main Ye Khwaahish, Ye Khayalaat Kise Pesh Karoon? Ye
Muraadon Kee Haseen Raat Kise Pesh Karoon? Kise Pesh
Karoon? Kaun Kehtha Hai Ki Chaahat Pe Sabhee
Ka Haq Hai? Kaun Kehtha Hai Ki Chaahat Pe
Sabhee Ka Haq Hai? Too Jise Chaahe, Tera Pyaar
Usi Ka Haq Hai Mujse Kah De... Mujse
Kah De Main Tera Haath Kise Pesh Karoon? Ye
Muraadon Kee Haseen Raat Kise Pesh Karoon? Kise Pesh
Karoon? Rang Aur Noor Kee Baraat Kise Pesh
Karoon? Ye Muraadon Kee Haseen Raat Kise Pesh Karoon?
Kise Pesh Karoon? Kise Pesh Karoon? Kise Pesh Karoon?
Kise Pesh Karoon?

Related Songs

» Isharon Isharon Men Dil Lenewale (Asha Bhosle, Mohammed Rafi) » O Mere Dil Ke Chain » Pyar Hua Iqrar Hua (Lata Mangeshkar, Manna Dey) » Mere Mehboob Qayamat Hogi » Lag Ja Gale Se Phir (Lata Mangeshkar) » Hum Tere Shahar Me Aaye Hai (Ghulam Ali) » Tum Agar Saath Dene Ka Vada Karo (Mahendra Kapoor) » Hoshwalon Ko Khabar Kya » Hothon Se Chhu Lo Tum (Jagjit Singh) » Gulabi Aankhen (Sanam)