Ek Saavan Aayaa Aise Ki Dil Bhar Gaya Dil Bhar Gaya, Seene Tak Vo Aa Ke Tar Gaya Ek Saavan Aayaa Aise Ki Dil Bhar Gaya Dil Bhar Gaya, Seene Tak Vo Aa Ke Tar Gaya Door Kisi Ek Basti Mein Do Die Jalte The Do Pyaar Mein Jalati Lau Ko Vo Buja Kar Gaya Bhiga Dee Vo Armaanon Kee Do Palken Pyaaree-pyaaree Bhiga Dee Vo Sapanon Se Bhari Lakkad Kee Almaari Kahaan Hai Vo Paayal Kee Chhan-chhan Bulaati Thi Jo Mujko Kahaan Hai Vo Rangon Se Bhari Khushiyon Kee Pichakaari? Kar Gayi Kaari Akhiyaan Vo Pyaaree Dhalane Kee Taiyaari Chal Di Dulaari Karne Vo Sari Jal Dhuen Se Yaari Parvat Kee Dariyaa Se Thi Jo, Bargad Kee Chidiya Se Thi Jo Aavaara Un Yaariyon Ko Juda Kar Gaya Aag Kee Khushboo Laane Waali Deewaanii Chingaarion Ko Haqiqat Ke Ek Jhonke Se Vo Dhuaan Kar Gaya Ek Saavan Aayaa Aise Ki Dil Bhar Gaya Dil Bhar Gaya, Seene Tak Vo Aa Ke Tar Gaya Maati Kee Chidiya Hoti Thi Jis Aangan Mein Us Aangan Kee Palkon Pe Vo Ansu Bhar Gaya Kahaan Hai Too Aur Khilatee Subah Vo Mere Aangan Kee? Sun To Zaraa Dekh Dard Mera Naa Kar Ja Man Kee Dekh Raha Hoon Sapnaa Bura, Muje Jagaa To Zaraa Mera Naam Le, Mere Saamane Aa, Muje Bulaa To Sahee O Re Khuda Tere Man Mein Vahaan Aisi Thi Kya Rusavaai Pal Bhar Kee Aahat Mein Meri Duniyaa Hee Ujadaa Di