Noor-e-khuda Karam Ki Nazar Ho Maula Meri Duaa Mein Asar Ho Yeh Moajiza Dikhaye Khudaya Unko Meri Tadap Ki Khabar Ho Haal-e-dil Ya Nabi Haal-e-dil Ya Nabi Aapke Saamne Sar Jhuka Kar Kahenge Hum Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Ho Nigahein Karam Ho Karam Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Ho Nigahein Karam Hum Gareebon Ke Dil Bhi Sawar Jaayenge Haami-ye Be-kasaan Kya Kahega Jahaan Aap Ke Dar Se Khaali Agar Jaayenge Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Noor-e-dil Hai Sukoon Sun Lo Araj Nabi Ji Khudara Koi Nahi Jahaan Mein Humara Khamoshiyon Ki Sun Lo Sadayein Dil Ne Mere Hai Tumko Pukaara Aapne Ne Bhi Agar Na Humari Suni Le Batao Kahaan Jaayein Hum Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Ho Nigahein Karam Ho Karam Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Ab Toh Chehre Se Parda Hata Dijiye Dard-e-dil Ki Dawaa Kijiye Aapke Haath Mein Hai Meri Zindagi Ab Mita Dijiye Ya Bana Dijiye Usko Kaise Satayenge Duniya Ke Gham Aap Jaisa Mila Ho Jise Mohtaram Meri Sun Lo Sada Ae Mere Mustafa Hone Se Pehle Ab Aankh Numm Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram Ho Nigaahein Karam Ho Karam Tajdar-e-haram Tajdar-e-haram