Album: Woh Jahaan
Singer: Shraddha Kapoor, Farhan Akhtar
Music: Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics: Javed Akhtar
Label: Zee Music Co.
Released: 2016-09-21
Duration: 05:31
Downloads: 874556
Neela Aakash Jo Ik Samandar Hai Usme Kahin Koi
Aisa Sitaara Bhi Hai Jisme Doosri Ikk Duniya Ho
Basi Jisme Ho Jaagti Zindagi Par Humse Alag,
Humse Judaa Ik Nishaan Bhi Na Ho Jahan Dard
Ka Jeena Jahan Ho Nahi Mushkil Koi Rota
Na Ho Chain Khota Na Ho Ho Ye Sabko
Yakeen Koi Tanha Nahin Na Kabhi Toote Kisi Ka
Dil Woh Jahaan, Koi Dukh Ho Na Ho
Koi Gham Woh Jahaan, Palkein Na Hon Num Dilon
Mein Ho Na Deewarein Na Dooriyan Woh Jahaan, Poore
Ho Armaan Sabko Ho Ye Pataa Sab Dilon
Mein Mohabbat Ek Gehri Dhara Bhi Hai Neele Aakash
Mein Koi Aisa Sitara Bhi Hai Neele Aakash
Ke Iss Samandar Ka Chand Ki Kashti Mein Maine
Kiya Hai Safar Dhoondti Ho Agar Tum Jo Duniya
Haseen Woh Duniya Hai Yahin Woh Yahin Hai Kahin
Haan Magar Uske Chehre Par Nafrat Ki Zulm
Ki Ikk Dhool Hai Jam Gayi Haan Magar
Uske Tann Pe Lipti Lalach Ki Hai Zanjeer Toh
Woh Duniya Aate Aate Tham Gayi Uske Chehre
Se Ye Dhool Hatt Jaaye Toh Uske Tann Se
Ye Zanjeer Kat Jaaye Toh Dekhna Phir Yahaan Iss
Zameen Par Hi Hogi Woh Duniya Woh Jahaan,
Koi Dukh Ho Na Ho Koi Gham Woh Jahaan,
Palkein Na Hon Num Dilon Mein Ho Na Deewarein
Na Dooriyan Woh Jahaan Poore Ho Armaan Muskurati
Ho Chehron Pe Ik Roshni Zindagi Ho Mohabbat Bhari
Zindagi