Mujhe Lagta Tha, Nashe Mein Tujhe Bhool Jaaoonga Mujhe Lagta Tha, Nashe Mein Tujhe Bhool Jaaoonga Tu Aur Yaad Aayi, Toh Laga Aisa Nahin Karte Tu Aur Sharaab Donon Ek Jaise Ho Donon Nasha Karte Hain, Wafa Nahin Karte Bahaaron Ki Rut Hai, Phir Bhi Mere... Bahaaron Ki Rut Hai, Phir Bhi Mere Baag Ka Phool Murajhaayaa Hua Hai Sharaab Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai Sharaab Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai Hum Peete Nahin Hain, Pilaayi Gayi Ab Tak Na Woh Bhulaayi Gayi Jo Qabron Pe Baith Ke Shaayri Kare Woh Zakhmon Ne Shaayar Banaaya Hua Hai Sharaab Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai Mere Yaar, Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai (Sataaya Hua Hai) (Sataaya Hua Hai) Ho, Maine Bhijvaayi Usey Jhoothi Khabar Ki Duniya Se Door Main Pakka Hua O, Maine Bhijvaayi Usey Jhoothi Khabar Ki Duniya Se Door Main Pakka Hua Ho, Tujhpe Jo Marta Tha, Mar Gaya Jaani Tumne Kaha, 'Chalo, Achcha Hua' Ho, Logon Ko Dekha, Dafanaate Hain Log Ho, Maine Mujhe Dafanaaya Hua Hai Sharaab Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai Mere Yaar, Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai (Sataaya Hua Hai) (Sataaya Hua Hai) Hai Rab Yahaan Toh Baat Kare Ho, Mujhse Kabhi Mulaaqaat Kare Hai Rab Yahaan Toh Baat Kare Ho, Mujhse Kabhi Mulaaqaat Kare Toote Dilon Ko Jode Nahin Kaise Woh Din Ko Raat Kare? (Raat Kare) Main Sach Boloob, Rab Yahaan Hai Hi Nahin Bas Logon Ne Paagal Banaaya Hua Hai Sharaab Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai Mere Yaar, Peete-peete Jiske Haath Kaanpate Hon Yeh Samajho, Woh Yaar Ka Sataaya Hua Hai Main Paagal Hoon, Aur Bahut Paagal Hoon Main Paagal Hoon, Aur Bahut Paagal Par Yeh Bhi Baat Hai Ki Dil Sachcha Hai Cheen Toh Leta Tujhko Sar-e-'aam Main Par Masala Yeh Ki Shauhar Tera Aadmi Achcha Hai