Zara-zara Behekta Hai, Mehekta Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyasi Hoon, Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Zara-zara Behekta Hai, Mehekta Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyasi Hoon, Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Hai Meri Kasam Tujhko, Sanam, Door Kahin Na Ja Yeh Doori Kehti Hai, 'paas Mere Aaja Re' Yuhin Baras-baras Kaali Ghata Barse Hum Yaar Bheeg Jaaye Is Chaahat Ki Baarish Mein Meri Khuli-khuli Laton Ko Suljhaaye, Tu Apni Ungliyo Se Main To Hoon Isi Khwaahish Mein Sardi Ki Raaton Mein Hum Soye Rahein Ek Chaadar Mein Hum Dono Tanha Ho, Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein Zara-zara Behekta Hai, Mehekta Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyasi Hoon, Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Aaja Re, Aa Re Tadpaayein Mujhe Teri Sabhi Baatein Ek Baar Ai Deewane, Jhootha Hi Sahi, Pyaar To Kar Main Bhooli Nahi Haseen Mulaqaatein Bechain Karke Mujhko, Mujhse Yun Na Pher Nazar Roothenga Na Mujhse, Mere Saathiya, Yeh Vaada Kar Tere Bina Mushkil Hai Jeena Mera, Mere Dilbar Zara-zara Behekta Hai, Mehekta Hai Aaj To Mera Tan-badan Main Pyasi Hoon, Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Hai Meri Kasam Tujhko, Sanam, Door Kahin Na Ja Yeh Doori Kehti Hai, 'paas Mere Aaja Re' Aaja Re, Aaja Re