Ye Sooraj Se Bhi Keh Do Ki Apani Aag Bujha Ke Kare Ye Sooraj Se Bhi Keh Do Ki Apani Aag Bujha Ke Kare Agar Uss Se Baatein Karni Hain To Phir Nazar Jhuka Ke Kare To Phir Nazar Jhuka Ke Kare Taare Uss Ke Haath Mein Hone Hi Chahiye Jugnu Uss Ke Saath Mein Sone Hi Chahiye O, Khushbuon Se Uss Ki Sifarish Ki Jaaye O, Khushbuon Se Uss Ki Sifarish Ki Jaaye (Sifarish Ki Jaaye) Ae Khuda, Tu Bol De Tere Baadlon Ko Ae Khuda, Tu Bol De Tere Baadlon Ko Mera Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye Ye Sooraj Se Bhi Keh Do Ki Apani Aag Bujha Ke Kare Agar Uss Se Baatein Hain Karni To Phir Nazar Jhuka Ke Kare Ho, Ye Sooraj Se Bhee Kah Do, Apanee Aag Buja Ke Kare 'Gar Uss Se Baatein Hain Karni To Phir Nazar Jhuka Ke Kare Mohabbat, Jaani Ki Poori Khaahish Ki Jaaye Mohabbat, Jaani Ki Poori Khaahish Ki Jaaye (Khaahish Ki Jaaye) Ae Khuda, Tu Bol De Tere Baadlon Ko Ae Khuda, Tu Bol De Tere Baadlon Ko Mera Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye Haay, Aashiq Ho Jaane Mein Kitna Waqt Lagta Hai Rab Ke Ghar Mein Aane Mein Kitna Waqt Lagta Hai Dekha Usey To Ye Maloom Hua Ki Jannat Ko Paane Mein Kitna Waqt Lagta Hai Ye Zamana Jaane Na, Kya Kara Sakti Hai O, Yaar Mere Kee Nazaren Hain, Dariyaa Dubaa Sakati Hain Uss Ka Bas Chale To Saara Dariya Pee Jaaye Uss Ka Bas Chale To Saara Dariya Pee Jaaye Ae Khuda, Ae Khuda... Ae Khuda, Tu Bol De Tere Baadlon Ko Mera Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye Ae Khuda, Tu Bol De Tere Baadlon Ko Mera Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye Yaar Hans Raha Hai, Baarish Ki Jaaye (Baarish Ki Jaaye) Na Duniya Ke Liye Likhte, Na Mere Liye Likhte Na Duniya Ke Liye Likhte, Na Mere Liye Likhte Haha! Ghalib Zinda Hote To Tere Liye Likhte Ghalib Zinda Hote To Tere Liye Likhte (tere Liye Likhte, Tere Liye Likhte)