Jise Zindagi Dhoondh Rahi Hai Kya Yeh Woh Maqaam Mera Hai? Yahaan Chain Se Bas Ruk Jaaun Kyun Dil Yeh Mujhe Kehta Hai? Jazbaat Naye Se Mile Hain Jaane Kya Asar Yeh Hua Hai Ik Aas Mili Phir Mujhko Jo Qubool Kisi Ne Kiya Hai Haan, Kisi Shayar Ki Ghazal Jo De Rooh Ko Sukoon Ke Pal Koi Mujhko Yoon Mila Hai Jaise Banjaare Ko Ghar Naye Mausam Ki Seher, Ya Sard Mein Dopeher Koi Mujhko Yoon Mila Hai Jaise Banjaare Ko Ghar Jaise Koi Kinaara Deta Ho Sahara Mujhe Woh Mila Kisi Mod Par Koi Raat Ka Taara Karta Ho Ujaala Waise Hi Roshan Kare Woh Sheher Dard Mere Woh Bhula Hi Gaya, Kuch Aisa Asar Hua Jeena Mujhe Phir Se Woh Sikha Raha Hmm, Jaise Baarish Kar De Tar, Ya Marham Dard Par Koi Mujhko Yoon Mila Hai Jaise Banjaare Ko Ghar Naye Mausam Ki Seher, Ya Sard Mein Dopeher Koi Mujhko Yoon Mila Hai Jaise Banjaare Ko Ghar Muskaata Yeh Chehra Deta Hai Jo Pehra Jaane Chhupaata Kya Dil Ka Samundar Auron Ko Toh Har-dum Saaya Deta Hai Woh Dhoop Mein Hai Khada Khud Magar Chot Lagi Hai Usey, Phir Kyun Mehsoos Mujhe Ho Raha Hai? Dil, Tu Bata De Kya Hai Iraada Tera? Hmm, Main Parinda Be-sabar, Tha Uda Jo Dar-ba-dar Koi Mujhko Yoon Mila Hai Jaise Banjaare Ko Ghar Naye Mausam Ki Seher, Ya Sard Mein Dopeher Koi Mujhko Yoon Mila Hai Jaise Banjaare Ko Ghar Jaise Banjaare Ko Ghar Jaise Banjaare Ko Ghar Jaise Banjaare Ko Ghar