Musafir Hain Hum To Chale Jaa Rahein Hain Bada Hi Suhaana Ghazal Ka Safar Hai Musafir Hain Hum To Chale Jaa Rahein Hain Bada Hi Suhaana Ghazal Ka Safar Hai Pata Puchhate Ho To Itna Pata Hai Hamara Thikana Gulaabi Nagar Hai Musafir Hain Hum To... Ghazal Hi Hamara Anokha Jahaan Hai Ghazal Pyaar Ki Woh Haseen Dastan Hai Ghazal Hi Hamara Anokha Jahaan Hai Ghazal Pyaar Ki Woh Haseen Dastan Hai Isse Jo Bhi Sunta Hai Woh Jhoomta Hai Woh Jadu Hai Ismein Kuch Aisa Asar Hai Musafir Hain Hum To Na Koi Thakan Hai Na Koi Khalish Hai Mohabbat Ki Jaane Ye Kaisi Kashish Hai Na Koi Thakan Hai Na Koi Khalish Hai Mohabbat Ki Jaane Ye Kaisi Kashish Hai Jise Dekhiye Woh Chala Jaa Raha Hai Jahan-e-ghazal Ki Suhani Dagar Hai Musafir Hain Hum To Wali Meer Momin Ne Isko Nikhara Jigar Daag Ghalib Ne Isko Sanwara Wali Meer Momin Ne Isko Nikhara Jigar Daag Ghalib Ne Isko Sanwara Isse Mausiki Ne Gale Se Lagaya Ghazal Aaj Duniya Ke Pesh-e-nazar Hai Musafir Hain Hum To Yehi Hai Hamara Talluk Ghazal Se Hum Iske Liye Ye Hamare Liye Hai Yehi Hai Hamara Talluk Ghazal Se Hum Iske Liye Ye Hamare Liye Hai Ye Apni Kahani Zamane Mein Hasrat Sabhi Ko Pata Hai Sabhi Ko Khabar Hai Musafir Hain Hum To Chale Jaa Rahein Hain Bada Hi Suhaana Ghazal Ka Safar Hai Pata Puchhate Ho To Itna Pata Hai Hamara Thikana Gulaabi Nagar Hain Musafir Hain Hum To.