Album: Sharma Ke Agar Kyun Pardanashi
Music: Asha Bhosle, Shamshad Begum, Ravi
Lyrics: Shakeel Badayuni
Label: Saregama
Released: 1960-01-01
Duration: 05:08
Downloads: 135852
Sharma Ke Ye Kyun Saba Pardaanasheen... Sharma Ke Ye
Kyun Saba Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara Karthaa Hain?
Sharma Ke Ye Kyun Saba Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara
Karthaa Hain? Sharma Ke Ye Kyun Saba Pardaanasheen Aanchal
Ko Sanvaara Karthaa Hain? Sharma Ke Ye Kyun Saba
Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara Karthaa Hain? Aanchal Ko Sanvaara
Karthaa Hai, Aanchal Ko Sanvaara Karthaa Hain Kuch
Aise Nazar Waale Bhee Hain Jo Chhup-chhup Ke Nazaaraa
Karte Hain Kuch Aise Nazar Waale Bhee Hain Jo
Chhup-chhup Ke Nazaaraa Karte Hain Sharma Ke Ye Kyun
Saba Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara Karthaa Hain? Betaab
Nigaahon Se Kah Do, Jalwon Se Ulajhna Theek Nahin
(jalwon Se Ulajhna Theek Nahin, Jalwon Se Ulajhna Theek
Nahin) Betaab Nigaahon Se Kah Do, Jalwon Se Ulajhna
Theek Nahin (...jalwon Se Ulajhna Theek Nahin) Aanaa
Sanbhal Ke Pardaanshinon Ke Saamane Jhukati Hai Zindagi Bhee
Haseenon Ke Saamane Mehafil Mein Husn Kee Jo Gaya,
Shaan Se Gaya Jisane Nazar Milaai Vahee Jaan Se
Gaya Betaab Nigaahon Se Kah Do, Jalwon Se
Ulajhna Theek Nahin (jalwon Se Ulajhna Theek Nahin, Jalwon
Se Ulajhna Theek Nahin) Ye Naaz-o-ada Ke Matvaale
Be-maut Bhee Maara Karte Hain Ye Naaz-o-ada Ke Matvaale
Be-maut Bhee Maara Karte Hain Sharma Ke Ye Kyun
Saba Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara Karthaa Hain? Koyi
Naa Haseenon Ko Pooche, Duniyaa Mein Naa Ho 'gar
Dil Waale (duniyaa Mein Naa Ho 'gar Dil Waale,
Duniyaa Mein Naa Ho 'gar Dil Waale) Koyi Naa
Haseenon Ko Pooche, Duniyaa Mein Naa Ho 'gar Dil
Waale (...duniyaa Mein Naa Ho 'gar Dil Waale)
Nazaren Jo Naa Hotin To Nazaaraa Bhee Naa Hota
Duniyaa Mein Haseenon Ka Guzaaraa Bhee Naa Hota Nazaron
Ne Sikhaai Inhen Shokhi Bhee, Haya Bhee Nazaron Ne
Banaaya Hai Inhen But Bhee, Khuda Bhee Koyi
Naa Haseenon Ko Pooche, Duniyaa Mein Naa Ho 'gar
Dil Waale (duniyaa Mein Naa Ho 'gar Dil Waale,
Duniyaa Mein Naa Ho 'gar Dil Waale) Ye
Husn Kee Izzat Rakhane Ko Har Zulm Gavaara Karte
Hai Ye Husn Kee Izzat Rakhane Ko Har Zulm
Gavaara Karte Hai Kuch Aise Nazar Waale Bhee Hain
Jo Chhup-chhup Ke Nazaaraa Karte Hain Chheden Naa
Mohabbat Ke Maare In Chaand See Soorat Waalon Ko
(in Chaand See Soorat Waalon Ko, In Chaand See
Soorat Waalon Ko) Chheden Naa Mohabbat Ke Maare In
Chaand See Soorat Waalon Ko In Chaand See Soorat
Waalon Ko Arz Kar Do Ye Nuktachinon Se
Ki Rahe Door Naazaneenon Se Agar Ye Kush Hon
To Ulfat Ka Ehtaraam Karen Agar Zaraa Bhee Khafa
Ho To Qatl-a/e-aam Karen Chheden Naa Mohabbat Ke
Maare In Chaand See Soorat Waalon Ko (in Chaand
See Soorat Waalon Ko, In Chaand See Soorat Waalon
Ko) Ye Shokh Nazar Ke Kanjar Bhee Seene
Mein Utaara Karte Hain Ye Shokh Nazar Ke Kanjar
Bhee Seene Mein Utaara Karte Hain Sharma Ke Ye
Kyun Saba Pardaanasheen Aanchal Ko Sanvaara Karthaa Hain?