Yeh Nigahein, Nigahein, Nigahein, Jhuki Jhuki Apni Aahein Labon Ki Hadon Par Ruki Ruki Haaye Yeh Nigahein, Nigahein, Nigahein, Jhuki Jhuki Apni Aahein Labon Ki Hadon Par Ruki Ruki Haaye Mehfil Mehfil Kyun Deewana, Yeh Parwana Ghumta Hai Jal Jayega Janta Hai, Toh Kyun Shama Ko Chumta Hai Yeh Nigahein Nigahein Nigahein Jhuki Jhuki Khoobsurat Si Surat Hai Inmein Basi Basi Ki Sharbati In Aankhon Basa Hai Kaun Bolo Ke Bolo Na Palak Utha Ke Raaz-e-dil Toh Kholo Jo Tum Nahi Toh Ghum Nahin Shamaye Bhi Toh Kam Nahin Kal Honge Hum Nahin Yeh Nigahein, Nigahein, Nigahein, Jhuki Jhuki Apni Aahein Labon Ki Hadon Par Ruki Ruki Mehfil Mehfil Yeh Deewana, Parwana Ghumta Hai Jal Jayega Janta Hai, Par Shama Ko Chumata Hai Nazar Mili Toh Ek Keher Sa Banke Toot Legi Yeh Khwahishein Hayaa Ki Sarhadon Ko Tod Dengi Nazar Mili Toh Ek Keher Sa Banke Toot Legi Yeh Khwahishein Hayaa Ki Sarhadon Ko Tod Dengi Haan. Jaaona Aji Jaao Bhi Ja Ja Jaaona Han Jaao Bhi Zindagi Mein Waise Bhi Ghum Koi Kam Nahi Yeh Nigahein, Nigahein, Nigahein, Jhuki Jhuki Khoobsurat Si Surat Hai Inmein Basi Basi Mehfil Mehfil Yeh Deewana, Parwana Ghumta Hai Jal Jayega Janta Hai, Par Shama Ko Chumata Hai Yeh Nigahein Nigahein Nigahein Jhuki Jhuki Apni Aahein Labon Ki Hadon Par Ruki Ruki Mehfil Mehfil Yeh Deewana, Parwana Ghumta Hai Jal Jayega Janta Hai, Par Shama Ko Chumta Hai.