Zindagi Se Churaa Ke, Zindagi Mein Basaa Ke Zindgaani Banaaya Hai Tuje Ruthe Rab Ko Manaa Ke, Aasamaan Ko Jhuka Ke Zindgaani Banaaya Hai Tuje Too Milaa, Jis Tarah Sabaa Milee Too Milaa, Jis Tarah Sila Milee Too Milaa, Jis Tarah Dua Milee, Bakhuda Too Milaa To Jaise Main Jee Gaya Too Milaa, Muqammal Main Ho Gaya Too Milaa To Failaa Hai Noor Sa, Bakhuda Zindagi Se Churaa Ke, Zindagi Mein Basaa Ke Zindgaani Banaaya Hai Tuje Mahafooj Too, Mahsoos Kar, Tere Paas Hoon Main Sada Tujh Se Nahin Ho Saktaa Main Pal Bhar Bhee Ab Juda Ab Saath Hain Hum Is Tarah, Aankhon Ke Sang Palken Aa, Vakt Ko Ye Baath Hum Ek Baar Phir Se Kah Den Saare Gam Se Cchopa Ke, Har Nazar Se Bacha Ke Zindgaani Banaaya Hai Tuje Too Milaa, Jis Tarah Sabaa Milee Too Milaa, Jis Tarah Sila Milee Too Milaa, Jis Tarah Dua Milee, Bakhuda Too Milaa To Jaise Main Jee Gaya Too Milaa, Muqammal Main Ho Gaya Too Milaa To Failaa Hai Noor Sa, Bakhuda Banhon Mein Aa, Ho Jaayenge Shikave Sabhee Khud Fanaa Honton Se Main Tujh Ko Sunuun, Aankhon Se Too Kuch Sunaa Too Aks Hai, Main Aaeena, Phir Kya Hai Sochna? Ek-duusare Mein Khoke Hai Ek-duusare Ko Paanaa Qismaton Ko Jala Ke, Har Jahaan Ko Haraa Ke Zindgaani Banaaya Hai Tuje Too Milaa, Jis Tarah Sabaa Milee Too Milaa, Jis Tarah Sila Milee Too Milaa, Jis Tarah Dua Milee, Bakhuda Too Milaa To Jaise Main Jee Gaya Too Milaa, Muqammal Main Ho Gaya Too Milaa To Failaa Hai Noor Sa, Bakhuda