Roshani Gum To Thi Dhoop Bhi Maddham Si Thi Raah Mein Dhundh To Thi Aankh Bhi Kuchh Nam Si Thi Chhant Gayi Badli Si Aah Dhul Gaya Hai Aasmaan Aa Rahi Hai Ik Sadaa Ab Yahaan Roshni Mein Ghula Yeh Sama Hai Ab Yahan Roshni Se Rawaan Hai Jahan Roshni Mein Ghula Yeh Sama Hai Ab Yahan Roshni Ab Yahan Tu Jo Utha De Nazar Saahil Ki Oar Tu Jo Badha De Kadam Manzil Ki Oar Khuda Khud Badha Ke Haath Apna Thaam Lega Tujhe Roshni Mein Ghula Yeh Sama Hai Ab Yahan Roshni Se Rawaan Hai Jahan Mushkil Yeh Rahein Aasan Ho Jaayengi Mashakkat Yeh Teri Ik Din Rang Laayegi Parwaz Kar Itni Oonchi Ki Arsh Jhuk Jaayega Roshni Mein Ghula Yeh Sama Hai Ab Yahan Roshi Se Rawaan Hai Jahan Roshni Mein Ghula Yeh Sama Hai Ab Yahan Roshni Ab Yahan